Jokes Menu

Santa's New Shoes

Ek bar Santa Singh Ko badi si party ka invitation aata hai. Lekin bechare Santa ka juta uparse fata hua rahta hai. Mochi ke pass jake Santa kahta hai, "Pai ji, is jute ko jara silwa do, ji party mein jana hai."
Mochi: "Oye Papeji, itani baddi party me aisa phata hua juta pehanke ja rahe ho. Praji waha to achhi achhi kudiya ati hai. Puri impression down ho jayegi."
Santa: "Oye baat to pateki bol gaya tu...ab kya kare?"
Mochi: "Ji koi gal nahi..main thik kara deta hu aapka juta."
Mochi Santa ki jute ko uparse glass bitha deta hai. Santa bada khush hoke use 100 rupaye deta. Party mein ek mini skirt pahni ladki santa ji ke saath dance karne ke liye raji hoti hai.
Santa dance karte karte apna pair uske dono tango ke bich me rakhate hai aur uske kaan me kahate hai "Kyo aaj Lal color ki underwear aapko bahot jachati hai."
Ladki badi pareshan hoti hai ke Sardar ji ne kaise pahchan liya ke maine aaj Lal color ki underwear pahani hai. Woh turant jake underwear change karke aati hai. Phirse dance karte karte Santa apna pair uske dono tango ke bich me rakhate hai aur uske kaan me kahate hai, "Abhi kali kyon pehanke aayee ho."
Phirse ladki badi pareshan hoti hai ke Sardar ji ne kaise pahchan liya ke mai abhi kale color ki underwear pahani hai. Ladki is waqt jake bina kuch pahane hi chali aati hai.
Santa dance karte karte apna pair uske dono tango ke bich me rakhate hai aur Jor se chillate hai, "Oye, Juta Phirse Fat Gaya!"

Category: Sardars